mujay aik bat batahain is main larka aur larki ka zikkar kahain say a agaya ,,.,.,.,., skype par main sab say bat karta houn sab mujay bhai khetay hain app ko main kis angle(zavia) say larki dikhta houn ,,
yay sara kasoor snow white anty ka hai ,,., anty tussi changa nahi kitta ,., meri repu kharab kar k rakh di ..,.,.,.,., mujay yad hai yay ladies purses ki waja say bat start hui thi .,., wo thread kis ki thi jaldi batahain snow white ki ya sadia g ki ,.,., oh han sadia g ka kasoor hai sara ,,.
BZU g us thread ka naam yad ay tou batayay ga