Quote:
Originally Posted by Salman Mushtaq nahi g such hai ,, app nay hi tou bola k app apne mamun ko khe dain main nay app ka koi kam nahi karna   waysay meray pass dsl connection hai but evo is liyay k yay dsl raat ko dhokha day daita hai .,..,.,, |
jo kaam apke mamon nay kerna hay.. tu wohi kerain gay...
main kahan se karwa ker don... uni waly tu ape rishta dar hain, aur apky taulkaat bhi buhut zayda hain.. ap he kerwa sakty ho.
