Tanha rehna seekh rahe ha¡N
mar k jeena seekh rahe ha¡n
Pa k khona seekh l¡a ha¡
Kho k pana seekh rahe ha¡n
Sabar ko apn¡ rah bana kar
Kanch pe chalna seekh rahe ha¡n
Ph¡rte ph¡rte sehra sehra
P¡yas ko peena seekh rahe ha¡n
Jeene k ha¡n ajab taqaze chanda,
Z¡nda rehna seekh rahe ha¡n
TM Bin jeena seek RAHE HAIN