o hhahahha o hahhahahahha mujay hansi is liyay ai ... wo students k comments parh kar k khud tou sunti hai aur hamain rokti hain hahahhahahhaa ,, acha aysa bhi hu sachta hai k madam k betay nay kaha hu ame ame mujay speakers k paisay dain main nay lainay hain tou madam g nay bola hu ruk ja beta kisi larki ka speaker zabat kar k tujay daiti hun