1 Wada Khushiyou ki tarah meri har Saans main Pyar apna basanay ka Wada karo Rang itnay Mohabbat kay hain Mere dil m sajanay ka Wada karo Hai tumhari Wafaon p mujh ko Yaqeen Phir b dil chahta ha mere Dilnashein, Yunhi meri Tasalli ki khatir zara Mujh ko apna bananay ka Wada karo Sirf Lafzon say Iqraar hota nahi Main tumhen Yad rakhnay ki khaon Qasam.. Tum mjhay na Bhulanay ka Wada karo
__________________ Qurrat-ul-ain
Last edited by Qurrat-ul-ain; 02-12-2008 at 11:54 AM.
|