Re: Share your fav poetry. Muntakhib Ashaar.
kahan wisaal k aye nhi ho barson say
kahan judayi k bhete har aik saans ma ho
---------------------------------------
azyaton k tamam nishtr meri ragon mai utaar kar wo
barhi muhabbat say poochta hai, tumhari aanko ko kia hua hai
|