26-02-2011, 09:19 AM
|
| | | Join Date: Jul 2010 Location: Riyadh Age: 33
Posts: 4,544
Contact Number: See my signature at the end of my posts Program / Discipline: MIT Class Roll Number: MITF12A006 | |
Re: Four things kiya bonfire app nay bhai k intzar hi nahi kiya aur har man li aray yay kaisay hu sachta hai bolain ,, snowwhite app koi nahi jetien ... main app ko aik kissa sunata hun jo asli hai ... 3rd year main meray sath aik larka hai us nay C++ k computer programs ko sahi tarhan ratta mara hua tha papers main wohi program aya but different shape ka loop main ,, ab us khadhay nay tou ratta mara hua tha bechara rattay wala program chap diya ,, aur baqiyun nay samaj kar kiya is liyay rattay wala fail hu gaya aur jinhun nay samaj k kiya tha wo pass hu gay ,, aur ratta acha hota hai but only theory k liyay app tou maths ki equations ko hi ratta marti hain khayal kiya karain ,, abhi behas continue hai ,, reply ...... laraka group |