tha wo ik ajab sitara ʪ
tha wo ik ajab sitara
ǟ
kisi or kehkashan ka
ǟ
kisi or kehkashan mai
k jaisay ho koi manzar
ǟ
kisi or dastan ka
ǟ !
kisi or dastan mai
Ȫ 혪
usay jab bhi mai ne dekha
kisi or dhun mai paya
ʪ
wo talash ker raha tha
ٔ
rah e wadi e sukhan mai
̪
kisi roshni ki jhilmil
!
kisi wahimay ka saya
ʪ
wo tha aik ajab sitara
sar e aasman tanha
Ȫ ʪ
kabhi dhoondta tha khud ko
Ȫ
kabhi waqt ka kinara
ʪ
wo tha shayiri mai zinda
ϐ
usay zindagi ne mara
ʪ
thi talash jis ki us ko
!
usay Agahi ne mara!
__________________
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |