13-02-2011, 01:14 PM
|
| Account Close | | Join Date: Dec 2010
Posts: 167
Program / Discipline: ------ | |
Utur gyi hai ye kis chaand ki nazar muj mai !! ============================
Utur gayi hai ye kis chaand ki nazar muj mai
Tarhap raha hai kaheen door ka safar muj mai
Mila nu tere be isbaat ka yaqeen muj ko
mri nafi be nhi aisi motbar muj mai
uthaa ke laayi thi jis ko nazar trey dar say
bhatak raha hai wo armaan dar-ba-dar muj mai
jioon nu mai par isay kis tarah ujurhne doon
basa hua hai tre pyar ka nagar muj mai
kiran kiran jo mehektey hen tairey honton par
sisak rahey hen wo ghunchey sharar sharar muj mai
================================ |