Re: only Pathan can do that....:)
ham "aisey hi" kisi ki tarif nhi kia kartey....warna to multan bhara parha hai "aisey wesey" logon say.
aur jahan tuk pathan aur sardar ji ka taluq hai to sardar ji ka to mai nhi keh skta lekin pathan dil k sachey, munafiqat say khali, dil ki baat zban par laane waley, dunya ki chalaakion say katrane waley log hen. aur jahan pe dunya ki chalaki aur jhoot khatm hota hai wahan say unki sachayi shuru hoti hai
waqt maqtal say mri laash uta layaa thaa
logo mai apni gwahi mai khuda laaya thaa
|