
08-02-2011, 11:42 AM
|
 | Account Close | | Join Date: Dec 2010
Posts: 167
Program / Discipline: ------ | |
Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota !! Wafa pe zulm jahan mai kahan nhi hota
Tumhare zakhm ka lekin nishaan nhi hota
Kuch is tarah dil-o-jaan ka makan ujrha hai
kbi kbi to mai khud be wahan nhi hota
kbi kbi barhi mushkil say lag to jata hai
yahan nishaat ka poda jawan nhi hota
najaane kiun mjay rastey mai rok leta hai
wo pairh jis pe koi aashyan nhi hota
============================= |