Re: List of cricketers banned for match fixing
daikhain cool bhai main apisay safarish k tor par nahi balkay self finance k tor main admission lainay k liyay lay kar gaya tha laikin app ki us burya nay kaha k self admission closed hu gaya hau ,, gussa mujay is bat ka hai k jab yay main nay us madam shahida say phone par pocha tha tou us nay yay kiyun kaha k app university visit karain telephone par kiyun nahi bataya ... smajay janab ,, abhi app zaida jalay par namak na utarain ... aur hain hain usman bhai tou meray han hi dushman ... aur usman bhai k sath sath snowwhite bhi ab muj say jalous hu gai hai par bonfire bhai app nay bhi cool bhai ka thank kiya afsssssoooooooossssssss hua ...
|