Asalam U Alaikum !
Umeed karta hun meray sab dost kharyat say hun gay ,,..
meray dostu yay thread " sab khe du "
bilkul zong k sab khe du ki tarhan hai yahain hum wo batain share karain gay jo hum sharma shurmi main dostun ko ...rishtay darun ko ,, azizoun ko nahi khe patay par aik had main wo bat karni hai ...,
tou agaaz main hi karta hun
"
muje usman latif bhai buhat achay lagte hain par un par buhat gussa ata hai jab wo meri thread delete kartay hain ,,...