Re: Tahir Ul Qadri Sajda karvaate huay !þ
Inhain aqal nahi. Meray apnay cousin hain Extremist, wo meray samnay sajda kartay hain Qabron per. mainay un say pucha yeh kia kar rahay ho To kehtay hain AQIDAT our yeh sajda nahi hai """"SAJDA US WAQT HOTA HAI JAB TAMAM POINTS PURAY HOON JAISAY NAAK LAGAY ETC"""" Banda puchay 1 to yeh sajda hai and dusray maan lo agar nahi hai To dakhnay wala to yahi samjay ga keh sajda hai our Islam ka kia impression paray ....................
Thanks for video. Allah in logo to samaj ata farmai.
__________________ |