laray ga kiyun nahi usman bhai
bzu baji sara hafta ash karti hai kam kaj kuch nahi karti bas khati pitti rehti hain ..., phir jab boss kam mangta hai tou puray haftay ka kam aik raat jaag kar karti hain jis ki waja say in ka boss larta marta jagarta rehta hai ...,
bzu baji bhi na buhat alsi hu gai hain ......
bzu baji main nay app k boss k 100 rupaya dainay han wo un ko day dijiyay ga mujay black mail kar rahe han 100 rupee k pichay ..., main nay 100 rupee nahi diyay tou meri shadi bonfire bhaya say karwa dain gay aysi warning di hai unhun nay plz do some thing for me warna main barbad hu jahun gi i mean hu jahun ga