Re: Law of conservation of knowledge:
sharam karu apnay teachers k baray main aysa khe rahay hu .........,, agar app teacher ban gay aur app k students nay kaha k jo pallay tha wo bhi gaya tou app ko kitna bura lagay ga ,, wo bechara din raat aik karta hai app ko knowledge dainay k liyay aur app hain k bas aik line main khe daitay hain samaj nahi aya ,,
|