nai app nay sab kuch sahi likha actualyy yay ladies marti bhi kam hai only make up ki waja say ,,.. jab mout ka farishta subha ata hai tou yay makeup main hoti hain farishta kheta hai is ki roh rat ko lay jahun ga aur jab rat hoti hai tou yay make up utar kar soo jati hai farishta ata hai tou kheta hai haan yay tou wo urat hai hi nahi ... just for make up ......... yay ladies sara sara din makeup karti rehti hain aur jab in ka husband ata hai tou jan bojh k sar par tail laga k sar par dupatta band k hay hay mera sar gaya aysay khena start kar daiti hain ,.,..., yay ladies khabhi bhi nahi sudhrain gien aur main tou app baal aik mint main set kar laita hun ,.,.
