Kuch raat ki ankhein bheegi theen,
Aur chand b rootha rootha tha,
kuch yaadein uski baaqi thi
or dil b toota toota tha,
kis mor peh bichre yaad nhi,
honton peh koi faryad nhi,
...uss waade ki b khabr nhi,
wo sacha tha ya jhota tha,
hr lamha aahein bharte hain,
na jeete hain, na marty hain,
bs aik dua yeh krty hain,
wo lout k wapas aa jaye,
wo lout k wapas aa jaye...!