Re: 11 year boy wrote story of his death two days before
jo bhi karta hai ALLAH karta hai ,, is main insaan bay bas hota hai ,, aur yahain jo bhi hua ALLAH ki marzi k tahat hi hua ..., par mujay us bachay k liyay buhat afsoos hua bechara usay kiya pata tha k jo essay wo essay samaj kar likh raha hai wo essay nahi balkay apni mout ka waqai tehrer kar raha hai
|