Re: World Television Day
par main yay khe raha hun k ab tv har ghar main aysay hai jaisay zindagi ka hissa hu ,, or laitay aysay hai jaisay formality hu ,, chayay usay use karain na karain ,, app nay liya bhi nahi app k ghar main kisi na kisi ko tou shoq hu ga na ............ap bas aysay hi usman bhai hawa main teer chor rahe hain k daikh lu meray ghar main tv hi nahi par muje lagta hai k app k ghar 10 tv hun gay wo bhi 36 inch walay
|