Re: World Television Day
wohi tou main khe raha hun k mujay is bat ka yaqeen nahi ata ..., 15 saal hu gay app nay tv nahi daikha or na hi app k ghar main tv hai ...,, ajj kal tou har kisi k ghar tv hota hai chayay usay shooq hu ya na hu ..., tv aik formality hai ... k ghar main hona chayay ,, meray ghar main 3 tv hain ,, jis main say sirf 1 hi chalta hai baqi 2 bhi chaltay han par us ka use koi nahi karta par aik formality k liyay hum nay har kamray main tv rakha hua hai 3 rooms 3 tv s ..
|