Quote:
Originally Posted by Salman Mushtaq hahhahahahhahahha ,, pheli bat yay larki nahi larkay k hain ,, aur aik hi jaisay faces han ,, larkiyun ki tarhan nai ,, gusse main aur khushi main aur ... dar main aur ,, hansi main kuch aur ..., bzu admin main nay app ko offer ki thi agar app ki eyes main koi mistake hai tou main Nishtar hospital multan say app ka ilaj free karwa daita hun kiya khayal hai ,, hahhaha |
Ap jis kisi say marzi puchhwa lain kay yehi chaaron pictures main face expression same nahi hain
Wallah. Billah....
Acha aap aik kaam karain, ap Paisay Money Order kerwa dain, i will receive that money