Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain.. @ Luqman! yahan Jinnat kay peechay to koi nahi para.. I am agree about this kay Hum sab ko Allah say darna chahiye na kay Peeron, Faqeeron or aison say jo is tarah ki harkatain kertay hain jaisa kisi zamanay main yahoodi kiya kertay thay.. or wesay bhi jab ap is bat per yaqeen rakhtay hain kay Jinnat, Insaan ka kuch nahi bigaar saktay to phir is kay lafzi Maani ya Arbic Lughat main Maani samjhanay ki koshish kion ker rahay hain... that's much better kay is behes ko yahin khatam ker dain..
__________________ |