urha lu urha lu bhenun or bhayu mera mazzak ...... kiya kar sachtay han app ko meray dukh ka andaza nahi but i am zinda heart human is liyay no tention insha ALLAH bsc k bad PU jahun ga or is choti university
bzu main file bhi jama nahi karwahun ga ... hahhahahahaha ,, phir app log kahain gay k hamara aik member hota tha yani hai bara mehnti tha yani hai ... phir app sab meri stories khushi say sunaya karu gay ,, mujay is waqt ka wait rahay ga


