Re: A Family Email
hahhahaha ,, anay walay salay ko choryay yay tou hu raha hai ... yay har ghar ka masla hai ,, meri bari sister bhi computer par bhethi rehti hai phir ame muj say kheti hain k us nay waysay tou nahi ana us ko computer k zariyay bulwa lu phir main us ko face book ya beyluxe par message karta hun tou wo computer 10 mint k liyay band kar k a jati hai ,, or khana lay kar wapis chali jati hai hahahahahhahaha
|