Quote:
Originally Posted by Salman Mushtaq wah g wah pakistan main 1500 say 993 a gai hai ,, hmmm ,, acha bzu admin in ka scale kiya hota hai yani in Pakistan out of kitni websites main yay 993 no par hai ... |
Dunia ki jitni bhi websites hain,, un main...
matlab pakistan main dunia ki jitni bhi websites open ho sakti hain hain (All WWW), unko ranking ki jaye tu, bzupages ki ranking 993 thay....