View Single Post
  #18  
Old 01-11-2010, 10:45 PM
.BZU.'s Avatar
.BZU. .BZU. is offline


 
Join Date: Sep 2007
Location: near Govt College of Science Multan Pakistan
Posts: 9,693
Contact Number: Removed
Program / Discipline: BSIT
Class Roll Number: 07-15
.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute.BZU. has a reputation beyond repute
Islamic Re: Jaali Peer Jinnat kay zariye logon ko Ghulam banatay hain..

Quote:
Originally Posted by luqmanahmed50 View Post
janab zara ghor kejeye nauzbilah main ne yah nai kaha k ALLAH tala ghuse main aye bulke ablees ne ghuse main a kar inkar kia woh gharor main tha magar us ki itni jurat kase hui k us ne khuda k samne inkar kia zara ghor kejeye ga is pe aur hazrat suleman k waqiya zara khud parh lejye ga quran se aur phir batayeye ga k ap ko kia samaj aya

---------- Post added at 09:41 PM ---------- Previous post was at 09:39 PM ----------

quran ki woh ayat la dejey ga jaha yah ho k batul muqdas jino ne tameer kia waqiya yah hai k app ki mehfil main aik wajood jis ka nam bhi aya hai aur kaha gia k woh jino main se tha betha huwa tha ub waha jin se murad pata nai app kia lete hai barhal mere nazdeek woh aik pahari qom ka sardar tha

---------- Post added at 09:45 PM ---------- Previous post was at 09:41 PM ----------

aur jino k samjne k leye zara arbi zuban ko bhi samjna ho ga mujh nachhez k pas bhi filhal itna ilam nai k main itna ziyada ap ko guide kar saqo bus haqeer si kosesh hai aur jaha quran main yah aya surat ul jin main k app (saw) k pas jino ki aik jamat aai to janab bukhari main hai is waqeye se mutaliq jo ahadees hai un k mutabiq kai sahaba karam kehte hai k un jino ne aag julai waha parao kia kheme lagaye ub jino ko aag julane aur khame lagane aur khane peene ki kia zaroat the sai bukhari ka bhi mutlaiya is cheez ko samne rukh k zara kejeye ga
Mr, pehlay ap tu koi ayat yeh lao, ke Jin gusay walay insan ko kehtay hain...ya Aag ko kehtay hain
Reference
ayat or hades number dain...
phir dosaray question kijiye ga.
otherwise ap apnay Mirziyat walay deen ko apnay pass rakhiye, Because yah Islam ki batain hain... Mirziyon ki batain nahi, Muslims ki batain hain Mirzaon ki nahi...

Name:  surah-Saba-ayat-10-14.jpg
Views: 11575
Size:  251.2 KB

Yeh parhain khud hei..
Jinn Alamul Ghaib nahi hotay,
Jinno ko bhi Ghaib ka ilam pata nahi hota hay...

But yeh naam ki musalman qoom.. phr bhi apnay molvie aur jin baaz ki baat bakhushi mannay ko tiyar ho jati hay, ke jinnon se ghaib ka ilam pata karwaya ja sakta.aur sath main is jhoot ko bhi haq mantay hain ke Jinnat molvi peer ke qabzay main a jatay hain (like Sulaiman A.S jo ke as mojza tha)..example oper ke article main mojood hay....
shame...
Phir agay surah saba ayat 15 to 18 main yehi likha hay ke Allah ki na shukari qoom per selaab ka azab dia jata hay.... yeh tu quran majeed main saaf saaf elan hay..Flood 2010 .

__________________
(¯`v´¯)
`*.¸.*`

¸.*´¸.*´¨) ¸.*´¨)
(¸.*´ (¸.
Bzu Forum

Don't cry because it's over, smile because it happened
Reply With Quote