abdul razzaq ,, first match main kiya yay soo raha tha ..., bhai app ko bhi pata nahi kiya hu jata hai aik match main karkardagi dikhanay say kuch nahi hota ,, in ko appretiate tab karna chayay jab yay average karkardagi dikhain ,, 20 main say 1 match acha khelnay say koi batsman nahi ban jata