bzu admin buhat afsoos ki bat hai app apnay chotay ,, cute smart ,, handsome ,, bhai k sath na insafi kar rahi hain ..., thread ( how to share notes and lectures ) etc main ahmad and sulman bhai nay or yahain atif bhai nay thanks button use nahi kiya or reply kiya thanku etc ,, jab main nay good work kaha tou meri post delete buhat na insafi hai ... yay ,, mujay insaaf chayay ..., kiya koi hai mujay yahain insaaf dainay wala bolo kiya koi hai ...............,
