Re: Wow, we are getting back to our ranking
aray main madam shahida b niazi say milnay gaya tha jo agriculture and science ki head hain or BSIT main admission commete ki chairman ...,, 30 mint wait kiya but nahi mili ... main nay un say self admission k baray main bat karni thi ,, clerk nay kaha tha k app 60000 ka draft banwa kar shahida gee say milu but wo mili hi nahi ab batahain is main kasoor kis ka hai or us waqt main akela university main tha or mujay such main rona a raha tha ... par main nay control kiya ... next day jab main gaya tou nahi mili bcoz friday tha or time khatam hu gaya tha ,, saturday or sunday ko university off thi monday ko main jab shahida gee say mila tou unhun nay kaha k beta ab tou lists lag gai hai 3rd list bhi ..., ab batahain kasoor kis ka hai ,, aur main us waqt sach moch roya par unhun nay meri koi bat na suni , ab bolain multani kaisay hotay hain
|