sadaia baji main nay app ko bachun walay purse
bzu main nahi lay janay diyay app tou naraz hi hu gai ,, acha yay purse lay jayay ... buhat mehnga hai puray 200 rupee ka hahhaha

ab tou bachun walay pursun ki jaan chor dain hahhahha aur university main internet nahi hai kiya jo app online hi nahi hoti hahahha