Re: [BSIT07-11]Aap ko class main sab se acha kaun laga? salam ahmad bhai waisy to main aap ki class ka student nahi ik baat to btao yeh storian kab sy start kar rakhin hain jo moral ki taraf travel kar rahy ho. main bhi kahon yeh neendain uri hui hain. lagta hai behinde the sscene kuch to hai. but kia kar sakty hain ibtadaiy ishq hai roota hai kun agay agay daikhiay hota hai kia teri class lagani pary gee supply nahi ani chahiay samjhy k nahi ok
once again sorry for comments because me not student of ur class me from engineering dept ahmad bhai class lag gai na app ki koi nahi yar |