aray
bzu admin kisi ka dil nahi tortay ,, muzamil bhai app ko bhi hum miss kartay hain so daily online hua karainnn ... aur
bzu admin app nay tou saaf saaf kha diya k meri waja say progress nahi hui ... baji kamskam 1 % progress tou meri waja say hui hi hu gi ,, ab main kuch kahun ga tou app bolaoin gi k main blame kar raha hun