jaisa k thread k naam say hi zahir hai k main buhat gusse main hun bcoz 3 din guzar janay k bad bhi meri album ki bahali nahi hui ,, kon hai is ka zimadar ,,
bzu admin ko 10 bar kaha ... wo busy hoti hai ,, lakin baqi maderator usman bhai ... admin ,, ahmad mushtaq ,, cool bhai kahain , hain ,, aur yay moderator momna gull ka bhi koi pata nahi ,, is main nuqsan bechare member ka hai yani hamara ...,