ap ko hamaray naam k agay star ya heart laganay say aitraaz kiyun hai ,, ya colour change karnay say ,, app aysa karain jin ki progress 50 % hai un k colour golden kar dain ya alumni k id k samnay heart hata dain ..., abhi gunjail bhai ,, sadia baji ,, online nahi hain jab wo ahain gay tou main zaroor hartal karun ga ,, bhook hartal ,, yani thread hartal hahahaha


