Quote:
Originally Posted by Salman Mushtaq SALAM dostu ...,
dostu bzupages aik achi site hai ... par bzu admin old users k sath na insaafi kar rahi hain ... jaisay k koi bhi new user ata hai aur wo likh daita ya daiti hai k wo bzu ki x student hai tou us ki id k sath star or heart lag jata hai ,, aur wo alumni khelatay hain aur old members ko kuch shineing nahi daitay ... meri darkhuast hai k hamaray naam k agay bhi star lagaya jay ya hamari id ka colour golden ya koi aur kar diya jay takay hum bhi new members say alag nazar ahain ya alumni members k naam k agay bhi star ya heart jo bhi hai khatam kar dena chayay ... plz old members kuch karain ... reply thanks |
wslama,,
Apka nick change ker kay ap ka nick
******
na bana don?

Na insaafi kay chachay..

Alumni means wo university ke students hain, aur wo yahan say parh chukay hain,isliye unko uni ke alumni students ka rank dia giya hay, ap yahan say parhay bhi nahi hain,

ap kaisay alumni ho saktay hain..