aray app us ko read karain baji ... likha hua hai k it look like bunny ... is ka matlab yay nahi k wo bunny hai ... agar main salman khan jaisa dikhun ga tou kiya salman khan ban jahun ga kiya ...,or yay salma api kon hai baji i am salman bhai
or cap say us k kaan baray kiyay gae han ... kiya pata us k kan hun hi nahi ,, or main sahi bat karta hun ab main itna fool nahi hun k bakri aur rabbit main difference na samaj achun ,, app bhi na baji