mjhko ruswa sar-e-mehfil to na krwaya kra
kash aansu meri ankhon ma reh jaya kra
a hawa ma na bas uska pata poocha tha
ab kahani to har bat ki na ban jaya kra
bas boht dekh ley khawab suhana din k
ab wo baton ki rafaqat sa na behlaya kara
ik musibat to ni tooti so ab is dil sa
ji qayamat na guzarna ha guzar jaya kra
jis k khawbon ko ma ankhon ma saja kr rakhun
os ki khushbu kbhi mjhko bhi to mehkaya kra...