Quote:
Originally Posted by Salman Mushtaq gunjail bhai meray khayal say aysa nai hu ga bcoz saddar and wazir aik hi party k hotay han or yay opposite party k han mushraf g kaf league or imran khan tahriqe insaaf tou mushkil hai han in 2no main say koi aik party oper a sachti hai but 2no at a time nai according to meray khayalat   :th_ch eerleader21:  |
Salman bhai me ne ye nahi kaha k aesa hi hoga mera kehne ka matlab tha k aesa hona chahiye ....
Or General sahb ki party Q nahi hai or na hi wo kabhi is party ka hissa rahe hain un ki party 1 October ko launch ho rahi hai kion k wo 1st time politics me aa rahe hain un ki party hai ALL PAKISTAN MUSLIM LEAGUE ......///