Quote:
Originally Posted by Salman Mushtaq yay tou ghalat hai us ka bhai bhi tou hu sachta hai phr aysay likhna tha na ( aik faqeer ka bhai mar gaya lakin jo mari us ka koi bhai nai tha ) yay ghalat hai insaaaaf chayay  |
aisay tu nahi hoga.,,
Daikho ek faqeer (jo ke female hai) ka bhaaai mur gia
laikin jo mur giya hay uska tu koi bhaaai nahi tha, albata behin thi..


:th_animat ed_falling
insaaaf yehi tu ha aur kia ha