Al Quran Al Hakeem: Surah A'al-e-Imran, Ayah No. 105 Al Quran Al Hakeem: Surah A'al-e-Imran, Ayah No. 105
'Tum main se aik jamaat aisi honi chahiye jo bhalayi ki taraf bulati rahè aur buray kamon se rokti rahè. Yehi log falaah o Nijat panay walay hain. Tum un logon ki tarah na hojana jinhon ne apne paas roshan daleelein ajanay ke baad bhi tafar'qa daala , inhi logon ke liye bara azab hai'. |