View Single Post
Old 05-08-2010, 06:43 PM   #1
usman_latif_ch
Islamic Al Quran Al Hakeem: Surah Ibraheem, Ayah No 21

Al Quran Al Hakeem: Surah Ibraheem, Ayah No 21

'Sab ke sab Allah ke saamne roo-ba-roo kharay honge. Us waqt kamzor log baray logon se kahain gè ke hum tou tumhari baat maante thay tou kya tum Allah ke azaabon main se kuch azaab hum se door kar saknè walay ho? Wo jawab dein gè ke agar Allah hamain hidayat deta tou hum bhi zaroor tumhari rahnumai kartè! Ab tou hum par be qarari karna aur sab'r karna dono hi barabar hai, hamare liye koi chutkara nahi'
  Reply With Quote