Quote:
Originally Posted by Raheel Fazail e Amaal book Moulana Tariq Jamil ki to likhi howi nahi hay....woh challenge kesay ker saktay hain is book kay musanif Sheikh Zakariya Kandhelvi hain... or un ka intiqal howay zamana beet gaya... |
chalin jo bhi hay,jis nay bhi bhi likhi hay, Molana Tariq jameel ney kaha tu hay na apni is speech main kay,
" Hum kehtay hay kay bas huamri book fazaile Amaal parhain, aur batain ke is main kia ghalat hay"