Great Usman kiya khoob yad dilaya...
Alfaz o Maani main Tafawut nahi Lekin,
Mulla ki Aza'n aur hay Mujahid ki Aza'n aur,
Parvaaz hay dono he ki ek Fiza main,
Kirgis ka Jahan aur hay Shahee'n ka Jahan aur...
****
Dil hai Musalman tera na mera,
Tu bhi namazi, main bhi namazi,
Main janta hun anjaam uss ka,
Jis maarkey main Mullah ho ghazi...
****
Ajab nahin kay Khuda tak teri rasai ho,
Teri nigah say hai poshida aadmi ka muqaam,
Teri namaz main baqi na jalal hai, na jamal,
Teri azan main nahin meri seher ka payam...