Kahan ho tum ko dhundh rahi hain
Yeh bahareen yeh samaan
Wahan wahan ham mileen ge tum se
Hameen pokaro jahan jahan
Halke halke bojhal bojhal
Jhumte badal chaye hain
Aarmanoon ki har manzel par
Tum ho tumare saye hain
Ben tere har kali khaar hay
Ham ko to sajna tum se najane
Kitna piyar hay
Yunhi jab jab phool khileen ge
Tum ko yeh geet pokareen ge
Dil to tum ko de hi chuke hain
Jaan bhi tum par wareen ge
Kahan ho tum ko dhundh rahi hain
Yeh bahareen yeh samaan