Re: Zaid Hamids reply to a bajrangdal's girl who is over excited and over confident without having logicall support mai so feesad ittafaq kerti hun is bat se k hum apno ko smja sktay hai ghairon ko nahi or apni reputation ka khayal hamen khud rakhna hoga
main ye bhi manti hun k Qoam k andar intishar phailanay walay kabhi Quam k dost nahi (yahan Quam se Murad sirf Pakistan nahi balkay Musalmaano se hai)
Lekin aik baat Zarrur Kahoon Gi k Main is baat ko nahi Maanti koi aap k aik gaal par thappad maray to doosra aagay ker do
wo ladki jis ka beshak ham naam bhi nahi jantay khulay aam hamari Quam or mulk ko Gaaliyan de to Bardasht ki kis line ko hm apni limits tasawar kerain
__________________ 
ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls www.momnagull.com |