kaash mein teri haseen naak ka chooha hota
Kash mein tere haseen naak ka chooha hota
tu bari chah se bare maan se nikalti mujh ko
mein teri ungliyon mein sharma kar chipak sa jata
tu jo mujhay apni ungliyon say marora karti
mein tere nakhunon mein latak sa jata
phir tu apni sahaliyon se chhupati mujhko
mein un ko daikh kar dar sa jata
tu duniya se chhuo kar kahin chipkati mujhko
aur iss tarah mein ammar ho jata
kaash mein teri haseen naak ka chooha hota.....
|