Thread: Khofnak kahani
View Single Post
  #1  
Old 11-03-2010, 03:36 PM
momna gull's Avatar
momna gull momna gull is offline
Moderator


 
Join Date: Jun 2009
Location: Karachi
Posts: 1,015
Program / Discipline: M.Com
momna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to all
Send a message via MSN to momna gull Send a message via Yahoo to momna gull
Default Khofnak kahani

Andheri Raat mai tufaani Barish Main Aik Budha Footpath per Khara aik Kitab Bech raha Tha
Aik Aadmi aaya or us se kitab ki qeemat puchi
Us Budhay Ne kaha 30000 rupay

AAdmi: Is ki Koi Khaas Baat?
Budha: Iska akhri Page Mat Padhna warna chehra Bigad Jaaega

Aadmi Ne wo Kitab Khariid Li Or Chala gaya

Us ne bhi Darr or khof k sath Wo Kitab Padhi Or Akhri Page Chorr diya


Kafi saal Baad usnay Socha K Akhir Dekhun To Sahi K Akhri Page Per Kia likha Hai?
Usnay Dartay dartay page khola to Uski Ankhain Khuli Ki Khuli Reh Gaeen Or Chehra bigadh gaya



QK kitab ki Qeemat 30 Rps thi

__________________

ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls
www.momnagull.com
Reply With Quote