Lagta nahi dil ab kisi SAWAL main,
Kis ki bani hay is Examination Hall main,
Waqt e Daraz maang ker laye thay teen (3) Ghantay,
1 short questions main kut gaya or 2 lengthy sawal main,
Controller say gilla na Examiner say shikwa,
Qismat main SUPPLI likhi thi bus isi saal main,
In formulon say kaho kay kahin aur ja basain,
Itni jaga kahan hay Dimag e Dhag daar main,
Kitna hay bad naseeb student kay Naqal kay Liye,
Do Kagaz kay tukray na milay pooray Hall main..