View Single Post
  #1  
Old 03-03-2010, 12:20 PM
momna gull's Avatar
momna gull momna gull is offline
Moderator


 
Join Date: Jun 2009
Location: Karachi
Posts: 1,015
Program / Discipline: M.Com
momna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to allmomna gull is a name known to all
Send a message via MSN to momna gull Send a message via Yahoo to momna gull
Heart Naye Khwabon Ka Jahan

Ma Usko Phir Naye Khwabon ka Jahan de aya
Zameen bn k usy Asman de aya

Khuda k wasty milne ki raah dy mjhko
Gham-e-Firaq ka her Imtehan de aya

Na ki zara bhi wazahat ksi b jazbay ki,
usy yaqeen tha aur me guman de aya

wo chahta tha k ho Karobar-e-ishq wasi
Mein usko dard ki sari dukan de aya

Bara Fareza tha Tableegh-e-ishq mere liye,
Mein Munikeron ki zameen pe Azaan de aya.

__________________

ladkian kaanch ki chorion ki tarah hoti hai
qaim rahain to shaan badhati hain.
Or ager toot jaen to koi bhi unhen samait ker apne hath zakhmi nahi kerta
dedicated to all girls
www.momnagull.com
Reply With Quote